keya masjid | imaambaada namaaz | mjlis se makhsus hai ? keya ous me dunyaawi eilm haasil kar sakte hain ? - Edaara-e-darul itrat
Qabre Hazrat Faatemah | aap ne apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat kis ko nahi di Imaam Ali ki shaan me gholu aur tanqis halaakat ka sabab | fatwa | palestine ke asl haami kaun ? Aqalliyat ka aksariyat par ghalaba | Israil apne wojud ki jang lad raha hai

Wednesday, November 21, 2018

keya masjid | imaambaada namaaz | mjlis se makhsus hai ? keya ous me dunyaawi eilm haasil kar sakte hain ?

Sawaal az : mohtaram janaab nazeer hussain sb/Raebareli

Kya masjid ya Imambargah sirf namaz ya majlis ke liye hi istemal ho sakta hai kya wahan dunyawi ilm hasil nahi kiya ja sakta hai

 Kisi ke ghar me padhne ki jagah na ho or wo .Masjid ya Imambargah me padhna cha raha ho to kya padh sakta hai kyonki sabse sukoon or ki jagah yahi hoti hai

Jawaab:-


باسمه تعالى
سلام عليكم


Agar namaazi our azaadaaron ke liye mozaahemat wa mushkil na ho to padhne me koi haraj nahi hai 

Note:-

behtar hai committee ya imaam-e- jamaa'at se puch len taake masjid wa imaam baarghaah ke wqf naame ke khelaaf koiy kaam na ho


والسلام
syed shamshad ali katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Aabaad / patna - shoba-e- sawaalaat Qum / iran

13 / ربيع الاول / 1440ھ.ق
Subscribe my channel

No comments:

Comment

.