Vote daalte waqt oungli par lagaaei gaei roshnaa'ei ke hote huae wozu aur ghusl ka hukm - Edaara-e-darul itrat
Takhribe jannatul baqi ka seyaasi pas manzar Qabre hazrat Faatemah | aap ne kis ko apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat nahi di ?

Saturday, December 21, 2019

Vote daalte waqt oungli par lagaaei gaei roshnaa'ei ke hote huae wozu aur ghusl ka hukm

Q.s from Janab Mohammad Raza Sb Gujraat :


Salamun alaikum wrwb


sawaal
ye jo election me vote dene ke baad jo anguli pe seyahi (ink) lagaate hai to kya is surat me wazu sahi hoga jabke anguli pe seyaahi lagi ho?
aaj election hai tw jawab chahiye


Jawaab :


باسمه تعال
علیکم السلام و رحمةالله و بركاته


Agar sirf roshnaa'ei (ink) ka rang hai zarrah (mass) nahi hai to wozu wa ghusl sahih hai


Mofid maalumaat ke liae niche di gaei headline par click karen


  1. Holi ka rang lag jaa'ae to keya hukm hai ?

  2. Holi ka rang lagaa hone ki surat me wozu aur ghusl ka hukm

  3. Ghair muslimon ke tehwaaron | christmas par oun ko mobaarak baad dene ka hukm | ghair muslimon se samaaji ta'alloqaat

والسلام

Syed Shamshad Ali Katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Aabaad / Patna shoba-e-sawaalaat Qum / Iran


25 / ربیع الاول / 1439 ھ.ق

Subscribe us on youtube

.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen