Karbala me Banu Haashim ka pahla shahid kaun tha ? - Edaara-e-darul itrat
Qabre Hazrat Faatemah | aap ne apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat kis ko nahi di Imaam Ali ki shaan me gholu aur tanqis halaakat ka sabab | fatwa | palestine ke asl haami kaun ? Aqalliyat ka aksariyat par ghalaba | Israil apne wojud ki jang lad raha hai

Tuesday, February 1, 2022

Karbala me Banu Haashim ka pahla shahid kaun tha ?

Sawaal az : .....


karbala me Bani hashim me se pehla shaheed kon tha ?


Jawaab :


باسمه تعالى

سلام عليكم


Janaabe Ali Akbar (عليه السلام) hain aap ke liae hai :


" اَلسَّلَامُ عَلَى اَوَّلِ قَتِيلِ مِن نَسلِ خَيرِ خَلِيقٍ "


salaam ho pahle shahid par jo behtarin makhluq (تام الخلق) ki nasl se hai


(nafasul mahmum p 110)


Niche recommend kiae ga'ae jawaab ko padhna mofid hai انشاءالله



والسلام

Syed Shamshad Ali Katokhari

khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Aabad / patna - shoba-e-sawaalaat Qum / iran

(lucknow - nurbaadi)


27 / محرم الحرام / 1440ھ.ق

Subscribe us on youtube

No comments:

Comment

.