khawatin hath wa payron par wax laga sakti hain ? - Edaara-e-darul itrat
Roze eide ghadir aqde mowaakhaat padhne ke mota'alliq zaruri jaankaari sunniyon ki mokhtalif ketaabon me waaqea'ae ghadeer | hadis-e-ghadeer ka tazkerah

Monday, November 27, 2017

khawatin hath wa payron par wax laga sakti hain ?

Sawal:-
khawatin hath wa payron par wax laga sakti hain ?

Ans :-
alaykum assalam wrwb

wax eak tarah ki dawa ( cream ) wa baal safa hai jo ghair zaruri our na pasandidah baalon ko saaf kardeti hai ( uda deti hai ) , is ko lagana ya malna jaez hai ( koiy haraj nahi ) lekin wozu wa ghusl me kheyaal rahe ke khaal par paani pahonchne me koiy chiz rokawat na bane 
w.salam

Syed Shamshad Ali Katokhari khadim-e- edarae darul etrat Azim abad / Patna shoba-e- sawalat Qum / Iran
7 /  ربیع الاول / 1439 ھ.ق

               Subscribe my channel
                            NOTE :-
Jin hazaraat ko agar apna koi sawal puchhna ho to diye gaye whatsapp number pe apna sawa puchh sakte hain 
Whatsapp number :- +98 935 413 9640

No comments:

Comment

.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen