List - 4 - Edaara-e-darul itrat
Takhribe jannatul baqi ka seyaasi pas manzar Qabre hazrat Faatemah | aap ne kis ko apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat nahi di ?

Thursday, May 30, 2019

List - 4

  NOTE

(list 6 me fitre se mota'alliq jawaabat ki link bheji jaayegi)

It will be published soon.
 _____________________
🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
بسم الله الرحمن الرحيم

Ramzaanul mubarak
🌹 🌹 🌹 🌹 🌹 🌹 🌹
NOTE-1
Ramzaanul mobaarak se mota,alliq Kuch sawaalo ke Jawaab  pahle diye jaa chuke hain oun ki link di gayi hai  link ko open kar kar ke padh len

Aur agar kisi ke zehan me ramzaan ke silsile se koi dusra sawaal hai to wo site me jaa ke sawaal kar sakte hain email ya whatsapp kar sakte hain aur wanha list me dekh sakte hai search kar sakte hain apne sawaal ko



_______________________
🌹 🌹🌹🌹🌹🌹🌹
sawaal aur uski link 👇
_______________________
(1)  rozedaar ke Munh me joh Thook jama hojaye agar usey Nigal jaye to kya roza baatil hojayega?
____link 👇_____

Click here
_____________________
(2)  Kya Roze ki halat me hum khel sakte hain kya cricket ya football Kya roza sahi hai Kya Roze ke halat mai hum khoon donate Kar sakte hai?
_____link👇____
Click here
____________________
(3) Roza rakh kar din ke kis waqt tak nahane ki ijazat hai?
____link👇____

Click here
___________________
(4) sahari se pahle agar mani (sperm) khaarij hota hai tw kya wo bina ghusl kiye roza ki niyat kar sakta hai? (Aapne mere sawal ke jawab me kaha tha ki roze ke halat me sehri ke baad dur-e-khawaab me agar mani (sperm) nikal jaata hai tw roza baatil nahi hai sahi hai.)
____link 👇____

Click here
_____________________
(5) Kya ye hadis sahi hai "imam musa kazim a.s ne farmaaya roze me din ko soya karo ke allah nind ki haalat me rozedaar ko khilaata aur pilaata hai?
____link 👇____
Click here
__________________
(6) Kya roze ke haalat me miya-biwi (husband & wife) be-libaas (bina kapdon ke) ek dusre se lazzat haasil kar sakte hain?
____link👇____

Click here
___________________
(7) Agar koi shakhs na ilmi ke bena pe (ya na samjhi) roza nahi rakhta hai, phir baad me ilm hone pe roza rakhta hai lekin phir baad me wo roza rakhne ke qaabil nahi rahta (sehat, ya bimaar hone ki wajah se) to phir wo qaza roze adaa kis tarah kare?
____link👇____

Click here
___________________
(8) Kya kanhi door safar pe jaa rahen to roza rakh sakte hain? Ya uski qaza roza rakhna hoga?
____link👇____

Click here
____________________
NOTE - 2
list 1,2,3,4,5 bheji jaa chuki hai jo hazaraat dekhna chahte hon site se Jaa ke dekh sakte hain
____________________
Founder of this site "Saiyed Md Tabish"

Editing & monitoring :- Saiyed Md Tabish"
______________________
Please isko share kijiye

 *jisse baqiya log bhi istefada karen aisa kar ke aap sab bhi sawaab ke haqdaar bane*
🌹 🌹 🌹 🌹 🌹 🌹 🌹

Subscribe my channel

No comments:

Comment

.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen