keya janaabe zainab ki chaadar | janaabe abbaas ke kate baazu ka waasta dene se oun ko taklif hoti hai ? - Edaara-e-darul itrat
Qabre Hazrat Faatemah | aap ne apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat kis ko nahi di Imaam Ali ki shaan me gholu aur tanqis halaakat ka sabab | fatwa | palestine ke asl haami kaun ? Aqalliyat ka aksariyat par ghalaba | Israil apne wojud ki jang lad raha hai

Tuesday, December 3, 2019

keya janaabe zainab ki chaadar | janaabe abbaas ke kate baazu ka waasta dene se oun ko taklif hoti hai ?

Sawaal az :- Mohtarama janaab syeda razvi sb

Log bibi zainab (sa) ki chadar ka waasta dekar salam kartey hain... Kya Yeh sahi hai?
Mainey Kal majlis me sunna hai... Ki
Wasta de kar... Jaisey moula ke katey shaano ka wasta... Aisa dua Maang ne se moula ko takleef hoti hai... Balke dua karney ka saleeqa Yeh hi... Ahlebait ke sadqey me... Unki aal ke sadqey me dua mangni chahiye


Jawaab:

                           باسمه تعالى

                           سلام عليكم


janaab-e-zainab ( سلام الله عليها ) ki chaadar ya janaab-e-abbaas ( عليه السلام ) ke kate baazu se tawassul our in ka waasta dekar doa maangne me koei haraj nahi hai

Note :

1. agar dusron ko janaab-e-zainab ( سلام الله عليها ) ki chaadar ya janaab-e-abbaas ( عليه السلام ) ke kate baazu ya in hastiyon ki qasam dekar koei kaam karaana chaahe to ous par zaruri our waajib nahi hai ke ous kaam ko anjaam de

2. behtar hai niche "CLiCk HERE" pe click kar ke video bhi dekh len






والسلام

syed shamshad ali katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat azim Aabaad / patna - shoba-e-sawaalaat Qum / iran

4 / ربیع الثانی / 1441 ھ.ق

.