Jin shohada ki ( 07 / 01 / 2020) ko tadfin ho chuki hai aur jin shohada ki hone waali hai unka aur unke waalid ka naam...qaasim sulaiymaani.... - Edaara-e-darul itrat
Takhribe jannatul baqi ka seyaasi pas manzar Qabre hazrat Faatemah | aap ne kis ko apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat nahi di ?

Tuesday, January 7, 2020

Jin shohada ki ( 07 / 01 / 2020) ko tadfin ho chuki hai aur jin shohada ki hone waali hai unka aur unke waalid ka naam...qaasim sulaiymaani....

◾◾باسمه تعالى◾◾

jab ahmaq wa saffaak trump ke buzdelaana wa wahshiyaana hamle me azim mojaahidin-e-islaam wa insaaniyat shahid hue to ousi din se khaaharaan wa beraadaraan-e-geraami puch rahe hain ke tadfin kab hogi ?.... 


In 6 shohada ki tadfin ho chuki hai 



حاج قاسم سلیمانی ابن حسن 
( محل دفن ) 
گلزار شھدای کرمان    

Haaj qaasem solaiymaani ibn-e-hasan
Mahall-e-dafn
Golzaar shohada-e-kermaan


جمال ( ابو مھدی) ابن جعفر
( محل دفن )
( نجف اشرف ( وادی السلام

Jamaal ( abu Mahdi ) ibn-e-jafar
Mahall-e-dafn
Waadiyus'salaam ( najaf ashraf ) 



حسین پور جعفری ابن محمد
( محل دفن ) 
گلزار شھدای کرمان    



Hussain pur jafari ibn-e-mohammad
Mahall-e-dafn
Golzaar shohada-e-kermaan



شھروز مظفری نیا ابن حسین
( محل دفن )
حرم مطھر حضرت فاطمه معصومه سلام الله علیها قم

Shahruz mozaffari niya ibn-e-hussain
Mahall-e-dafn
Haram-e-motahhar hazrat masuma s.a qum



ھادی طارمی ابن محمد رضا
( محل دفن )
بھشت زھرا تھران

Haadi taaremi ibn-e-mohammad reza
Mahall-e-dafn
Behesht zahra tehran



وحید زمانیان ابن فریدون
( محل دفن )
حرم عبد العظیم حسنی - ری

Wahid zamaaniyaan ibn-e-feraidun
Mahall-e-dafn
Haram-e-abdul azim hasani - rey



dusra sawaal in shohada ke naam ke baare me ho raha hai 

Shohada ke naam ko "CLICK HERE" pe click kar ke padh len 


tisra sawaal ye ho raha hai ke sab ki taraf se aek hi namaaz-e-wahshat padh sakte hai ?

Ans:-

tisre sawaal ka jawaab ye hai ke har eak ke liye juda wa alag alag padhen albatta sab ki taraf se aek hi namaaz rajaa'an yaani sawaab hadya karne our qabul hone ki oummid wa qasd se padh sakte hain .

 Namaaz-e-wahshat aur iske baare me jaanne ke liye "CLICK HERE" pe click kare

11 / جمادى الاولى / 1441ھ.ق

.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen