keya ye sahih hai ke karbala me imaam husain ke aakheri sajde ko dekh kar shaiytaan ne kaha me sajda karne se inkaar na karta ? - Edaara-e-darul itrat
Qabre Hazrat Faatemah | aap ne apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat kis ko nahi di Imaam Ali ki shaan me gholu aur tanqis halaakat ka sabab | fatwa | palestine ke asl haami kaun ? Aqalliyat ka aksariyat par ghalaba | Israil apne wojud ki jang lad raha hai

Sunday, May 30, 2021

keya ye sahih hai ke karbala me imaam husain ke aakheri sajde ko dekh kar shaiytaan ne kaha me sajda karne se inkaar na karta ?

Sawaal az : mohtaram janaab syed mohammad rizwaan sb / Ahmadabad (gujarat)


salaam


Shaitaan Karbala Mein Khada Hussain(a.s.) Ka Aakhri Sajda Dekh Raha Tha
Usne Aasman Ki Taraf Dekha Aur Kaha


"Teri Khudayi ko ghaur se to aaj dekha hai
Kahan maalum tha ke noor-e-aalam aise hote hai
Sajde se inkaar kabhi na karta mai
Agar mujhko pata hota ke insaan aise hote hai


is baat ki daleel maang raha hai koi ke aisa shaitaan ne kaha karbala mein iski daleel kya hai reference kya hai ?


Jawaab :


باسمه تعالى
ياصاحب الزمان ادركنا
عليكم السلام و رحمةالله و بركاته


is tarah ki baat wa matlab kisi motabar wa mustanad maa'khaz wa mamba (source) me baa wojud talaash ke nahi milaa


والسلام

Syed Shamshad Ali Katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat azim Aabaad / patna - shoba-e-sawaalaat - Qum / iran


۔18 / شوال / 1442ھ.ق

Subscribe us on youtube

No comments:

Comment

.