Sawaal az : ....
Salamun alaikum wrb
Mola aapko salamat rakhe
Moalana mera sawaal hai agar hajj ka koi kaffara baqi ho aur adaa na kiya ho kisi majburi ke tahat aur agle saal khuda ke hukm se wo wapas hajj me Jay to Kya hukm hai kaffare ka
Jawaab :
w.salam wrwb
kaffarah baaqi hai lehaaza dena zaruri hai lekin dusre haj par is ka aasar nahi hoga. dusra haj sahih hai.
w.salam
Syed Shamshad Ali Katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Abaad / Patna - shoba-e-sawaalaat Qum / Iran
9 / ذى الحجہ / 1438 ھ.ق
No comments:
Comment