Sawaal az : .......
As saalam alaikum janab
Ek sawaal hai
Agar jaanwar ke gaath ho to kya uspar qurbaani kara sakte hai
Jaise ki koi dane jaisi chiz
Jawaab
Alaykum assalam wrwb
agar ous ka shumaar aiyb (عیب) aur bimaari me ho to waajib qurbaani masalan haj ke waqt jo ki jaati hai nahi kara sakte hain
lekin eide qurbaan me aiyse haiwaan (jaanwar) ki qurbaani karwaana jaa'aez hai (sahih hai)
w.salam
Syed Shamshad Ali Katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Abad / Patna - shobe sawalat Qum / Iran
9 / ذی الحجہ / 1438 ھ.ق
No comments:
Comment