keya aab-e-dahan nigalne se roza baatil ho jaae ga ? our khataa'ei ya kisi oumdah chiz ki khaahish se munh me loaab aa jaata hai to us ko bhi nigal sakte hain ? - Edaara-e-darul itrat
Qabre Hazrat Faatemah | aap ne apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat kis ko nahi di Imaam Ali ki shaan me gholu aur tanqis halaakat ka sabab | fatwa | palestine ke asl haami kaun ? Aqalliyat ka aksariyat par ghalaba | Israil apne wojud ki jang lad raha hai

Thursday, May 23, 2019

keya aab-e-dahan nigalne se roza baatil ho jaae ga ? our khataa'ei ya kisi oumdah chiz ki khaahish se munh me loaab aa jaata hai to us ko bhi nigal sakte hain ?

Sawaal az : +9198...


Salaamunalaikum Maulana
Sab khairiyat


Mera sawaal yeh hai ke rozedar ke munh me jo thook jama ho jaye agar usey nigal jaye to kya roza baatil ho jayega please zara aaj jawaab mil jaye. inshallah


Jawaab :


باسمه تعالى
عليكم السلام و رحمةالله و بركاته
الحمدلله


nahi, baatil nahi hoga


AGAR TURSH WA KHATTI (کھٹی) YA IS KE MAANIND CHIZON KE TASAWVUR WA KHEYAAL SE BHI JAMA HO JAAE TO NIGALNE SE ROZA BAATIL NAHI HOGA


والسلام

Syed Shamshad Ali Katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Aabaad / patna - shoba-e-sawaalaat Qum / iran


17 / رمضان الكريم / 1440ھ.ق

Subscribe us on youtube

No comments:

Comment

.