Keya namaaze wahshat, qabr ki dusri aur tisri raat me padh sakte hain ? - Edaara-e-darul itrat
Bani Haashim Ki Auraton Ki Azaadaari | Imaam Sajjaad Ka Oun Ke Liae Khaane Ka Bandobast Karna

Saturday, July 6, 2019

Keya namaaze wahshat, qabr ki dusri aur tisri raat me padh sakte hain ?

Sawaal az : mohtaram janaab Shabih Haider sb / Kanpur


Mera ek sawal hai. Namaz e whashat ke mutallik. kya namaz ye first raat hi padhi ja sakti hai ya fir 2nd ya 3rd night tak padhi ja sakti hai. Thodi confusion hai iski wazhahat kar de. ayatollah sistani ke mutabik


Jawaab :


باسمه تعالى
عليكم السلام و رحمةالله و بركاته


namaaz-e-wahshat dafn karne ke baad qabr ki pahli raat ke kisi bhi hisse me padhi jaati hai lehaaza dusri ya tisri ... shab me padhne ke liae ye namaaz waarid nahi huei hai


Note


Niche recommend kiae ga'ae jawaab ka padhna mofid hai انشاءالله



Mazid maalumaat aur jawaabaat ke liae "MENU" me "Maiy'yit & arwaah" ka shoba molaaheza farmaa len



والسلام

Syed Shamshad Ali Katokhari
Khaadim-e-Edaara-e-Darul Itrat Azim Aabaad / patna shoba-e-sawaalaat Qum / iran


3 / ذیقعده / 1440ھ.ق

Subscribe us on youtube

No comments:

Comment

.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen