Salam
Samar Rizvi
Muqallid Agha sistani sb.
Mera sawaal hai kya Qawwali sunna haraam hai jisme music aur tabla waghera bajte hain aur dusra ye ki ab to nauhey aur manqabat waghera me bhi music aane lagi hai kya aese nauha, manqabat aur qawwali sunna kaisa hai fiqhi maslon ke mutabik..... Is par agha sistani sb. Ka kya fatwa hai?
Shukriya
Wassalam
jawaab :
باسمه تعالى
عليكم السلام و رحمةالله و برکاته
Aap ke sawaal ka jawaab niche "CLICK HERE" pe click Kar ke video dekh len
والسلام
syed shamshad ali katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat azim Aabaad / patna - shoba-e-sawaalaat Qum / iran
16 / ربيع الثانى / 1441ھ.ق