sadqah ke paiyse imaambaada me dene ka hukm - Edaara-e-darul itrat
Qabre Hazrat Faatemah | aap ne apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat kis ko nahi di Imaam Ali ki shaan me gholu aur tanqis halaakat ka sabab | fatwa | palestine ke asl haami kaun ? Aqalliyat ka aksariyat par ghalaba | Israil apne wojud ki jang lad raha hai

Friday, December 27, 2019

sadqah ke paiyse imaambaada me dene ka hukm

Sawaal az :- Mohtarama janaab syeda merab ali sb


ke ham jo sadqa dete hain keya wo paise imam bargaah me de sakte hain ?


moqallid mohtaram janaab syed sistaani sb


jawaab


باسمه تعالى

سلام عليكم

jabtak sadqe ki raqam aap ke paas hai to ous ke maalik aap hi hain lehaaza de sakte hain


mazid tafsil niche di gaei video me dekh len



Mazid maalumaat ke liae niche diae gae jawaab padh len




والسلام

syed shamshad ali katokhari

khaadim-e-edaara-e-darul itrat azim Aabaad / patna -shoba-e-sawaalaat Qum / iran


۔30 ربيع الثانى / 1441ھ.ق

Subscribe us on youtube
.