Khud ki qaza namaaz hote huwe... Hum dusroon ki qaza namaaz kaise.....? - Edaara-e-darul itrat
Roze eide ghadir aqde mowaakhaat padhne ke mota'alliq zaruri jaankaari sunniyon ki mokhtalif ketaabon me waaqea'ae ghadeer | hadis-e-ghadeer ka tazkerah

Tuesday, January 14, 2020

Khud ki qaza namaaz hote huwe... Hum dusroon ki qaza namaaz kaise.....?

Sawaal az : mohtarama janaab Tammar Razvi sb. (india)

Taqleed :- Janaab muazzam Agha sistani sb.

( aapne ek sawaal ke jawaab me kaha ki  ... agar rozaana ki namaaz yaani panj'gaana namaaz me se koei aek namaaz bhi qaza ho gaei hai  to ous ki niyat se padh sakte hain
isi tarah dusre shakhs ki qaza namaaz bhi padh sakte hain ... )
(👆🏻is jawaab ko padhne ke liye "CLICK HERE" pe click karen  CLICK HERE  )

mera ye  sawaal hai ki...
Khud ki qaza namaaz hote huwe... Hum dusroon ki qaza namaz kaise padh saktey hai?

Jub ki hum amal SHABEY qadr m... Qazaye umri niyath karkey 6 dayz ki namz ada karty h...

Yaani 100 rakat namaz ada karty..


jawaab :

                           باسمه تعالى
                           سلام عليكم


agar kisi shakhs par namaaz ki qaza waajib hai tab bhi dusre ki qaza namaazen padh sakta hai


والسلام
syed shamshad ali katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat azim Aabaad / patna - shoba-e-sawaalaat Qum / iran

6 / جمادى الاولى / 1441ھ.ق
.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen