Coronavirus ki wajah se baaz doctor roza rakhne ko mana kar rahe hain is surat me keya karun ? - Edaara-e-darul itrat
Qabre Hazrat Faatemah | aap ne apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat kis ko nahi di Imaam Ali ki shaan me gholu aur tanqis halaakat ka sabab | fatwa | palestine ke asl haami kaun ? Aqalliyat ka aksariyat par ghalaba | Israil apne wojud ki jang lad raha hai

Friday, May 1, 2020

Coronavirus ki wajah se baaz doctor roza rakhne ko mana kar rahe hain is surat me keya karun ?

Sawaal az : +91 83182.....


Salaamun alaikum warahematullahe wabarkatuh
Dua hai aap khairiyat se ho


Aagha ramzaan shuru hi honey Wala hai lekin is waqt jaise halat hai usme khuchh Doctor ka kahna hai ki fast na rakhe.

Please aap bataiye iske bare me


Jawaab :


باسمه تعالى

ياصاحب الزمان ادركنا

عليكم السلام و رحمةالله و بركاته

شکریہ


agar noqsaan wa zarar ka khauf wa khad'shaa (خدشہ) ho aur zarar wa noqsaan is qadr ho ke aam taur par qaabile tahammul wa bardaasht nahi hai to roza na rakhen


mazid tafsil niche recommend kiae ga'ae jawaab me padh len



والسلام

Syed Shamshad Ali Katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat azim Aabaad / patna - shoba-e-sawaalaat Qum / iran


3 / رمضان المبارک /1441 ھ.ق

Subscribe us on youtube

No comments:

Comment

.