Sawaal az : +91941538...
Swkm sarkaar, hamaare sunni saathi ne apne bete ka aqeeka rakha hai kya moharram ke mahine me unke ghar par Jaya ja sakta hai
Jawaab :
باسمه تعالى
ياصاحب الزمان ادركنا
عليكم السلام و رحمةالله و بركاته
Aqiqe ki taqrib me agar raqs wa dance aur Imaam Husain (عليه السلام) wa aap ki azaadaari ki koei tauhin wa be hurmati na ho aur sirf daawate walimah (daawate ta'aam) ka aehtemaam kiya gaya ho to shar'an koei haraj nahi hai
Niche recommend kiae ga'ae jawaab ko padhna mofid hai انشاءالله
والسلام
Syed Shamshad Ali Katokhari
Khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Aabaad / patna - shoba-e-sawaalaat Qum / iran
30 / محرم / 1444 ھ.ق
No comments:
Comment