اردو میں پڑھنے کے لیۓ یہاں دبائیں
Sawaal az : beraadare mohtaram / Saudiya
Salamun alaikum wrb
Bahot shukriya
Abhi yaha itna waqt nahi dete aur dubara wapas haram me dakhal hone bhi nahi dete
mene 3 din pehle ehram band kar gaya aur sirf tawafunnisa kiya aur wapas aa gaya umrah nahi kiya
kya sahi hai ya mujko kaffara dena hoga
agar han to kya kaffara hoga
niyat umrah ki niyat nahi kiya tha
Tawafunnisa karne ja raha hu bas ye dil me tha
Taqlid Aayatullah Sistani
Jawaab :
باسمه تعالى
ياصاحب الزمان ادركنا
عليكم السلام و رحمة الله و بركاته
Tawaafun Nesa sahih hai aur aap par kaffaarah nahi hai lekin ye kaam gunaah hai
waazeh rahe ke pahle sawaalo jawaab ko bhi peshe nazar rakhte huae ye jawaab diya gaya hai
sawaalo jawaab padhne ke liae niche di gaei headline par click karen
والسلام
Syed Shamshad Ali Katokhari
Khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Aabaad / Patna - shoba-e-sawaalaat Qum / Iran
21 / maahe ramzaan / 1444 H.Q
No comments:
Comment