saanp ka tel laga kar namaaz padhne ka hukm - Edaara-e-darul itrat
Takhribe jannatul baqi ka seyaasi pas manzar Qabre hazrat Faatemah | aap ne kis ko apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat nahi di ?

Tuesday, November 7, 2023

saanp ka tel laga kar namaaz padhne ka hukm

اردو میں پڑھنے کے لیۓ یہاں دبائیں


Sawaal az : Mohtaram Janaab Sadiq Raushan Ali Sb, (Central Africa)


Salaam.


Mera sawal yeh hai ke :
Guthno ke dard ke liye kya Koi haram janwar (sanp) ka tel jo pharmacie me milta hai kya wo laga ke namaz padh sakte hain ?


Taqleed A. Shishtani sb. 


Jawaab :


باسمه تعالی
یا صاحب الزمان ادرکنا
علیکم السلام و رحمة الله و برکاته


Agar jism par saanp ka tel laga ho to ous ke saath namaaz padhne me koei haraj nahi hai


W. Salaam

Syed Shamshad Ali Katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Aabaad / Patna - shoba-e-sawaalaat Qum / Iran


22 / Rabi'ous saani / 1445 H.Q

subscribe us on youtube

No comments:

Comment

.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen