اردو میں پڑھنے کے لیۓ یہاں دبائیں
Sawaal az : Mohtaram Janaab Shaadaab Sb / Lucknow
Salamun Alaikum
Allah apko achchi sehat de
Ham kuch business kar rahe hai hai Jisme hafte me 1 ya 2 din Barabanki aana jaana mila kar 60 KM hota hai
Khas baat ye hai ki hamko jawal se pahle pahuchna hota hai, isliye 10 baje nikalte hai, lekin zoher aser ke waqt khatam hone se pahle hi wapas aa jate hai, 3 baje tak ghar wapas aa jate hai, namaz Lucknow me hi padhte hai
Namaz poori hona chahiye ya kaser
Plz jawab de
Jawaab :
باسمه تعالى
ياصاحب الزمان ادركنا
عليكم السلام و رحمةالله و بركاته
شکریہ
Jaiysa ke aap ne aeshaarah kiya ke safar me namaaz nahin padhte hain aur namaaz ka waqt khatm hone se pahle ghar waapas laut aate hain to is surat me puri namaaz padhen
والسلام
Syed Shamshad Ali Katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Aabaad / patna - shoba-e-sawaalaat Qum / Iran
27 / moharram / 1447 H.Q
No comments:
Comment