اردو میں پڑھنے کے لیے یہاں دبائیں
Sawaal az : +91999851...
Salamun alaikum wrb
Inshaallah aap kheriyat se honge 🤲
Ek Momin bhai ne mujh se sawal pucha hai or uska jawab talab kiya hai
Sawal : Ek Momin bhai ke paas khums ki kuchh raqm thi jisme se sehme Sadat haqdaar tak pahonch gayi hai Sehme imam unke paas hai unke ek dost ne us raqm ko Busines ke liye batore qarz manga hai 1 sal ke liye. wo raqam khums ki moayyana tarikh par lota dege to kya wo Momin bhai wo sehme imam unhe istemal ke liye de sakta hai ya nahi
Aaga Sistani Sahab ke muqallid hai 🙏
Jawaab :
باسمہ تعالی
علیکم السلام و رحمت اللہ وبرکاتہ
الحمد للہ
Agar sud ki shart na lagaa'ei jaa'ae to momin ko dene me koei haraj nahi hai
والسلام
Syed shamshad Ali Katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Aabaad / Patna - shoba-e-sawaalaat Qum / Iran
11 / rabious'saani / 1447 H.Q
No comments:
Comment