Tejaarat ki gharaz se dusre mulkon me jaane waale shakhs ki namaaz aur roze ka hukm - Edaara-e-darul itrat
Qabre Hazrat Faatemah | aap ne apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat kis ko nahi di Imaam Ali ki shaan me gholu aur tanqis halaakat ka sabab | fatwa | palestine ke asl haami kaun ? Aqalliyat ka aksariyat par ghalaba | Israil apne wojud ki jang lad raha hai

Thursday, March 28, 2024

Tejaarat ki gharaz se dusre mulkon me jaane waale shakhs ki namaaz aur roze ka hukm

اردو میں پڑھنے کے لیۓ یہاں دبائیں


Sawaal az : +9199985...


Salamun alikum wrb


Sawal... ek Jo out of India business ki wajh se safar karta hai 1 mahine me 3 se 4 martaba


  1. India me 3 roz rehta hai or 3 se 4 roz Dubai ya Africa rehta hai

  2. Safar ke darmiyan 3 roz se 4 Roz ka fasla rahta hai

  3. India se Dubai ka fasla 3000 KM, India se Africa ka fasla 6000 KM taqreeban.
    oun mulkon ka resident nahi hai

To in surton me namaz ka hukm kiya hai ? hamesha qasr padhen ya bahar bhi puri padhen aur roze ka hukm kiya hai ?


Taqleed.. Aayatullah sistani Sahab hfz ki
Shukriya


Jawaab :


باسمه تعالى
ياصاحب الزمان ادركنا
عليكم السلام و رحمةالله و بركاته


In safaron me taajir saaheb ki namaaz puri hai aur roza sahih hai


والسلام

Syed Shamshad Ali Katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Aabaad / Patna shoba-e-sawaalaat Qum / Iran


17 / ramzaanul mobaarak / 1445 H.Q

subscribe us on youtube

No comments:

Comment

.