اردو میں پڑھنے کے لیۓ یہاں دبائیں
Sawaal az : Mohtaram Janaab Munis Reza Sb (Varanasi - UP)
zuljaane ke oopar ka neeboo jo log lekar maanat maangate hai usake baad vo neeboo ka kya karana chaiye
Jawaab :
باسمه تعالى
ياصاحب الزمان ادركنا
سلام عليكم
Baaz aelaaqon me ye rewaaj hai ke log azaa ke dinon me Imaam Husain (عليه السلام) waghairah ke alaamati taabut ya Hazrat Ali Asghar (عليه السلام) ke jhule ya alam ya alaamati zuljanaah par haajaat aur moraaden puri hone ke liye phal aur nebu ya digar khurdani ashyaa chadhaate hain ya rakhte hain
Oun chizon ka keya kiya jaa'ae ?
Oun ko azaadaaraane Husaini ke darmeyaan taqseem kar den
والسلام
Syed Shamshad Ali Katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Aabaad / Patna - shoba-e-sawaalaat Qum / Iran
17 / safar / 1447 H.Q
No comments:
Comment