Sar, chehre aur jism se shampoo aur saabun dhote waqt ghusl ki niyat ka hukm - Edaara-e-darul itrat
Keya arbaeen se pahle aur baad me zeyaarate arbaeen padhi jaa sakti hai ? Aashurah aur Arbaein naam rakhne ka sabab | is ke baateni wa asli maani | 40 ka adad Imam Hussain A.S Ne Kin Logon Ke Liye Karbala Me Bad'doa Ki

Tuesday, August 12, 2025

Sar, chehre aur jism se shampoo aur saabun dhote waqt ghusl ki niyat ka hukm

اردو میں پڑھنے کے لیۓ یہاں دبائیں


Sawaal az : Khaahare geraami


Assalamualaikum
Kya ghusl ke liye jab sir par pani dala jata hai to jaiyse ham pehle shampoo laga le fir bina dhoye ghusl ki niyat se shampoo bhi dho le aur sath sath ghusl ki bhi niyat kar le to kya ye sahi hai ?


Mera name etc show na kijyega


Jawaab :


باسمه تعالى
يا صاحب الزمان ادركنا
عليكم السلام و رحمةالله و بركاته


Agar niyat sirf ghusl ki ho, to koei haraj nahi


Di gaei headline par click kar ke jawaab ka padhna mofid hai insha'allah


Ghusl karne ka sahih tariqa keya hai ?


والسلام

Syed Shamshad Ali Katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Aabaad / Patna - shoba-e-sawaalaat Qum / Iran


18 / safar / 1447 H.Q

subscribe us on youtube

No comments:

Comment

.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen